Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kaise qadam se uski gali mein saba gai

Meer Taqi Meer

kaise qadam se uski gali mein saba gai

Meer Taqi Meer

MORE BYMeer Taqi Meer

    kaise qadam se us galī meñ sabā ga.ī

    yuuñ phūñk kar ke ḳhaak mirī sab uḌā ga.ī

    kuchh thī tapish jigar to baare mizāj-dāñ

    par dil be-qarārī mirī jaan khā ga.ī

    kis paas ke baiThūñ ḳharābe meñ ab maiñ haa.e

    majnūñ ko maut kaisī shitābī se aa ga.ī

    kaun is havā meñ zaḳhmī nahīñ merī aah

    bijlī rahī thī so bhī to siina dukhā ga.ī

    saudā jo us ke sar se gayā zulf-e-yār

    to to baḌī 'mīr' ke sar se balā ga.ī

    kaise qadam se us ki gali mein saba gai

    yun phunk kar ke KHak meri sab uDa gai

    kuchh thi tapish jigar ki to bare mizaj-dan

    par dil ki be-qarari meri jaan kha gai

    kis pas ja ke baiThun KHarabe mein ab main hae

    majnun ko maut kaisi shitabi se aa gai

    kaun is hawa mein zaKHmi nahin meri aah ka

    bijli rahi thi so bhi to sina dukha gai

    sauda jo us ke sar se gaya zulf-e-yar ka

    to to baDi hi 'mir' ke sar se bala gai

    Source :
    • Book : MIRIYAAT - Diwan No- 1, Ghazal No- 0442
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now