Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nirbhayaa

Satya Muasir

nirbhayaa

Satya Muasir

MORE BYSatya Muasir

    us ke jaane kaa Gam is qadar taarii hai

    ki sitaaro.n se kaho gum ho jaa.e.n

    chaa.nd ko gaThrii me.n Daal ke jamunaa me.n Dubo do

    suuraj se kaho kal ruKHsat le le

    samundaro.n se kaho maujo.n se KHaalii ho jaa.e.n

    baadalo.n se kaho siyaah lihaaf o.Dh ke ghar se nikle.n

    ye vaqt lutf-o-mastii kaa nahii.n hargiz

    parindo.n se kaho ko.ii giit ho na ko.ii parvaaz

    havaa.o.n ko thamne ko kaho

    ashjaar se kaho sar-niguu.n ho jaa.e.n

    ye vaqt hamaarii sharmindagii kaa hai

    ham-vatano.n ko Gamgii.n hone kaa hai

    hame.n kuchh der yuu.nhii tanhaa chho.D do

    us ke jaane kaa Gam is qadar taarii hai

    us ke jaane kaa Gam is qadar taarii hai

    us ke jaane kaa Gam is qadar taarii hai

    ki sitaaro.n se kaho gum ho jaa.e.n

    chaa.nd ko gaThrii me.n Daal ke jamunaa me.n Dubo do

    suuraj se kaho kal ruKHsat le le

    samundaro.n se kaho maujo.n se KHaalii ho jaa.e.n

    baadalo.n se kaho siyaah lihaaf o.Dh ke ghar se nikle.n

    ye vaqt lutf-o-mastii kaa nahii.n hargiz

    parindo.n se kaho ko.ii giit ho na ko.ii parvaaz

    havaa.o.n ko thamne ko kaho

    ashjaar se kaho sar-niguu.n ho jaa.e.n

    ye vaqt hamaarii sharmindagii kaa hai

    ham-vatano.n ko Gamgii.n hone kaa hai

    hame.n kuchh der yuu.nhii tanhaa chho.D do

    us ke jaane kaa Gam is qadar taarii hai

    us ke jaane kaa Gam is qadar taarii hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now