Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sriinii ko mubaarakbaad

Satya Muasir

sriinii ko mubaarakbaad

Satya Muasir

MORE BYSatya Muasir

    tanhaa lamhe aksar pesh aate hai.n

    jab zabaan-o-harf saath nahii.n dete

    mai.n KHud ko naa-qaabil paataa huu.n

    KHayaal jo tere tasavvuraat jagaate hai.n

    unhe.n bayaa.n nahii.n kar paataa

    ye tasviir is qadar dil-fareb hai ki

    mai.n KHud ko mutma.in nahii.n kar paataa ki

    meraa hunar harf-e-hunar KHayaal se ba.Dh kar hai

    aatm-vishvaas kii bhii kuchh kamii sii hai shaayad

    is Dar se ki in shaahkaaro.n ko sahii daad na de sakuu.n

    mai.n unhe.n yuu.nhii chho.D detaa huu.n

    mu'aasir se mu.nh mo.D letaa huu.n

    bas ek 'arz ho.nTo.n pe liye ki

    jald mai.n behtar ban sakuu.n

    KHayaalo.n ko tilsmaatii maalaa me.n piro sakuu.n

    tere sang jugalbandii kar sakuu.n

    fursat me.n phir pa.Dh sakuu.n

    KHayaalo.n kaa lutf le sakuu.n

    sriinii kaa lutf le sakuu.n

    mu'aasir kaa lutf le sakuu.n

    aamiin

    tanhaa lamhe aksar pesh aate hai.n

    jab zabaan-o-harf saath nahii.n dete

    mai.n KHud ko naa-qaabil paataa huu.n

    KHayaal jo tere tasavvuraat jagaate hai.n

    unhe.n bayaa.n nahii.n kar paataa

    ye tasviir is qadar dil-fareb hai ki

    mai.n KHud ko mutma.in nahii.n kar paataa ki

    meraa hunar harf-e-hunar KHayaal se ba.Dh kar hai

    aatm-vishvaas kii bhii kuchh kamii sii hai shaayad

    is Dar se ki in shaahkaaro.n ko sahii daad na de sakuu.n

    mai.n unhe.n yuu.nhii chho.D detaa huu.n

    mu'aasir se mu.nh mo.D letaa huu.n

    bas ek 'arz ho.nTo.n pe liye ki

    jald mai.n behtar ban sakuu.n

    KHayaalo.n ko tilsmaatii maalaa me.n piro sakuu.n

    tere sang jugalbandii kar sakuu.n

    fursat me.n phir pa.Dh sakuu.n

    KHayaalo.n kaa lutf le sakuu.n

    sriinii kaa lutf le sakuu.n

    mu'aasir kaa lutf le sakuu.n

    aamiin

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now