Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aaKHri din se pahle

Ziyaul Hasan

aaKHri din se pahle

Ziyaul Hasan

MORE BYZiyaul Hasan

    Interesting Fact

    (ابرار احمد کے لئے)

    āḳhirī din se pahle

    jam.a kar lene chāhiyeñ apne aañsū

    sulgā lenī chāhiye mohabbat aag

    bikher denī chāhiye ḳhushbū

    sameT lenī chāhiye nafrat aur bad-sūratī

    maiñ missile aur jauharī bam

    chaltā phir rahā huuñ

    mere bachche khelne ga.e haiñ

    āḳhirī din se pahle

    maiñ ek aur din banā rahā huuñ

    bachpan tarah ma.asūm aur ujlā

    jis meñ mohabbat sake

    phuul khilā.e sakeñ

    dostovesky paḌhā sake

    jo guzārā sake dostoñ ke saath

    aur bachchoñ kilkāriyoñ meñ

    aaKHiri din se pahle

    jama kar lene chahiyen apne aansu

    sulga leni chahiye mohabbat ki aag

    bikher deni chahiye KHushbu

    sameT leni chahiye nafrat aur bad-surati

    main missile aur jauhari bam

    chalta phir raha hun

    mere bachche khelne gae hain

    aaKHiri din se pahle

    main ek aur din bana raha hun

    bachpan ki tarah masum aur ujla

    jis mein mohabbat ki ja sake

    phul khilae ja saken

    dostowesky paDha ja sake

    jo guzara ja sake doston ke sath

    aur bachchon ki kilkariyon mein

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now