Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aawaz dene ka mujrim

Shahid Ahmad Shoaib

aawaz dene ka mujrim

Shahid Ahmad Shoaib

MORE BYShahid Ahmad Shoaib

    lahū ko vo āvāz dene mujrim

    ki

    shabdoñ ke hamrāh chaltā rahā thā

    ki

    asrār se āshnā.ī koshish ko

    vo zindagī jāntā thā

    use kyā huā hai

    kahīñ farsh par TuuTe shīshoñ rūheñ

    taḌap kar

    kisī aur ko bhī na bedār kar deñ

    ka.ī aur haiñ

    jo abhī gahre ḳhvāboñ meñ kho.e hue haiñ

    sukūñ-zār jaise

    kisī goshe meñ kab se so.e hue haiñ

    rageñ us

    kaT kaT chukī haiñ

    lahū ke jo favāre phūTe haiñ

    saḌkoñ pe chāroñ taraf dauḌte haiñ

    vo shabdoñ ke hamrāh chalne mujrim

    lahū ko vo āvāz dene mujrim

    ḳhud

    apne kiye sazā rahā hai

    ise kyā huā hai

    lahu ko wo aawaz dene ka mujrim

    ki

    shabdon ke hamrah chalta raha tha

    ki

    asrar se aashnai ki koshish ko

    wo zindagi jaanta tha

    use kya hua hai

    kahin farsh par TuTe shishon ki ruhen

    taDap kar

    kisi aur ko bhi na bedar kar den

    kai aur hain

    jo abhi gahre KHwabon mein khoe hue hain

    sukun-zar jaise

    kisi goshe mein kab se soe hue hain

    ragen us ki

    kaT kaT chuki hain

    lahu ke jo faware phuTe hain

    saDkon pe chaaron taraf dauDte hain

    wo shabdon ke hamrah chalne ka mujrim

    lahu ko wo aawaz dene ka mujrim

    KHud

    apne kiye ki saza pa raha hai

    ise kya hua hai

    Source :
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now