ai azal se
ai azal se tā-abad sāhib-faroġh
ai jamāl-e-be-hijāb
uun kohre se
dhuup se zar-baft
aur resham chāñdnī se
bār-hā lene ko maiñ ne le liyā
lafz sur rañgoñ kā pairāhan magar
phir bhī na mujh se sil sakā
tū ta.ayyun kī hadoñ meñ kyuuñ na mujh ko mil sakā
ai azal se ta-abad sahib-farogh
ai jamal-e-be-hijab
un kohre se
dhup se zar-baft
aur resham chandni se
bar-ha lene ko main ne le liya
lafz sur rangon ka pairahan magar
phir bhi na mujh se sil saka
tu tayyun ki hadon mein kyun na mujh ko mil saka
- Book : siip-volume-35 (Pg. 135)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.