chhipkali soch kar nishan banaegi
chhipkalī jo hamāre liye zinda hai
ab bhī havā meñ tairtī zamīn par aa dhamaktī hai
chhipkalī muñh meñ chand lamhe dabā kar hiirā chhoḌ detī hai
ham apnī zaat ke gher meñ chalnā shurūa kar dete haiñ
ye dūsrī baar bhī dabochtī hai
ham bhī bach nikalte haiñ
aur is baar chhipkilī ko luaab kī leTī se lapeT diyā hai
ab chhipkilī kuchh soch kar hī hamāre nishān banā.egī
chhipkali jo hamare liye zinda hai
ab bhi hawa mein tairti zamin par aa dhamakti hai
chhipkali munh mein chand lamhe daba kar hira chhoD deti hai
hum apni zat ke gher mein chalna shurua kar dete hain
ye dusri bar bhi dabochti hai
hum bhi bach nikalte hain
aur is bar chhipkili ko luab ki leTi se lapeT diya hai
ab chhipkili kuchh soch kar hi hamare nishan banaegi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.