do ghunT pyas aur
bhuuk ke chhūne se vo bedār huī
Tahniyoñ ke TūTne kī sadā pe
do ghūñT pyaas aur
ḳhudā bhuuk ke bhī kitne zā.iqe rakhtā hai
maalī vo phuul merī guḌiyā ke rang kā hai
aur sūraj-mukhī meñ to tū ne mere baal bo rakhe haiñ
kaale gulāb jaise mere juute haiñ
aur ye safed phuul merī roTī ke rang kā hai
bhuk ke chhune se wo bedar hui
Tahniyon ke TuTne ki sada pe
do ghunT pyas aur
KHuda bhuk ke bhi kitne zaiqe rakhta hai
mali wo phul meri guDiya ke rang ka hai
aur suraj-mukhi mein to tu ne mere baal bo rakhe hain
kale gulab jaise mere jute hain
aur ye safed phul meri roTi ke rang ka hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.