Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ek hasin yaad

Bismil Dehlavi

ek hasin yaad

Bismil Dehlavi

MORE BYBismil Dehlavi

    ab un se vo mulāqāteñ kahāñ haiñ

    mirī qismat vo rāteñ kahāñ haiñ

    pyaar karte the jab chhup-chhup ke bāham

    vo pyārī chāñdnī rāteñ kahāñ haiñ

    vo merī be-ḳhudī vo un mastī

    vo bāda-rez barsāteñ kahāñ haiñ

    milā karte the jab vo ḳhalvatoñ meñ

    ab aisī mad-bharī rāteñ kahāñ haiñ

    javānī jin se vābasta thī 'bismil'

    vo rāteñ haa.e vo rāteñ kahāñ haiñ

    ab un se wo mulaqaten kahan hain

    meri qismat ki wo raaten kahan hain

    pyar karte the jab chhup-chhup ke baham

    wo pyari chandni raaten kahan hain

    wo meri be-KHudi wo un ki masti

    wo baada-rez barsaten kahan hain

    mila karte the jab wo KHalwaton mein

    ab aisi mad-bhari raaten kahan hain

    jawani jin se wabasta thi 'bismil'

    wo raaten hae wo raaten kahan hain

    Source :
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now