Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

git pyar ke

MORE BYMohammad Jalaluddin Khan Raj

    pyaar dukān koī kholtā

    bol mīThe bol koī boltā

    talḳhiyāñ fazā meñ haiñ ghulī huī

    misrī miThās koī gholtā

    baat jañg nahīñ kare koī

    aman ke liye jiye mare koī

    guftugū meñ kaash har ek aadmī

    bolne se pahle lafz toltā

    sūkhe phūloñ ko koī nikhārtā

    koī is chaman ko phir sañvārtā

    gungunātā giit pyaar ke koī

    aur bhañvrā ban ke koī Doltā

    dekhne meñ chāhe ham anek haiñ

    asliyat meñ saare log ek haiñ

    pyar ki dukan koi kholta

    bol miThe bol koi bolta

    talKHiyan faza mein hain ghuli hui

    misri ki miThas koi gholta

    baat jang ki nahin kare koi

    aman ke liye jiye mare koi

    guftugu mein kash har ek aadmi

    bolne se pahle lafz tolta

    sukhe phulon ko koi nikhaarta

    koi is chaman ko phir sanwarta

    gungunata git pyar ke koi

    aur bhanwra ban ke koi Dolta

    dekhne mein chahe hum anek hain

    asliyat mein sare log ek hain

    Tagged Under

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now