kirdar
kisī ke kirdār ka me.aar
tum kis se tai karte ho
social media se thoḌī na tai hogā
kisī text ko laa.iq kar denā
ye thoḌī na tai kartā hai
kisī ka kirdār kaisā hai
maiñ hamesha tumhārī hī kahānī huuñ
tumhāre pyaar kī tarjumānī huuñ
bātoñ kī gunjā.ish bhī kam hotī hai
jahāñ hote haiñ zaḳhīre yādoñ ke
hote haiñ silsile shikāyatoñ ke
ham jhagaḌte hai har roz ek baar
par shaam tak rah nahīñ paate haiñ
bhale der se hoñ
samjhaute ho jaate haiñ
kisi ke kirdar ka mear
tum kis se tai karte ho
social media se thoDi na tai hoga
kisi text ko laiq kar dena
ye thoDi na tai karta hai
kisi ka kirdar kaisa hai
main hamesha tumhaari hi kahani hun
tumhaare pyar ki tarjumani hun
baaton ki gunjaish bhi kam hoti hai
jahan hote hain zaKHire yaadon ke
hote hain silsile shikayaton ke
hum jhagaDte hai har roz ek bar
par sham tak rah nahin pate hain
bhale der se hon
samjhaute ho jate hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.