manzum waqia
pahle aadat huī
aadhe lafz kahne kī
phir sannāTe phaile jumloñ meñ
dhīre dhīre harf miTe mirī Diary se
aur ek din bhuul ga.ī maiñ ḳhud ko
aañkh kī ret ke sāhil par
us raat phail gayā samundar
duur ke ḳhushk jazīroñ par
pahle aadat hui
aadhe lafz kahne ki
phir sannaTe phaile jumlon mein
dhire dhire harf miTe meri Diary se
aur ek din bhul gai main KHud ko
aankh ki ret ke sahil par
us raat phail gaya samundar
dur ke KHushk jaziron par
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.