mere dayar mein
bolā videshī gorā yahī indian se kal
gore hī gore rahte haiñ mere dayār meñ
lekin ġhazab to ye hai ki dhartī pe hind kī
kāle-o-bhūre milte haiñ sau meñ hazār meñ
sun kar ye indian ne diyā josh meñ javāb
ghoḌe tumheñ mileñge ka.ī rang ke janāb
qurbān jā.ūñ tum pe tumhārī tarang ke
lekin gad.he mileñge tumheñ ek rang ke
bola wideshi gora yahi indian se kal
gore hi gore rahte hain mere dayar mein
lekin ghazab to ye hai ki dharti pe hind ki
kale-o-bhure milte hain sau mein hazar mein
sun kar ye indian ne diya josh mein jawab
ghoDe tumhein milenge kai rang ke janab
qurban jaun tum pe tumhaari tarang ke
lekin gadhe milenge tumhein ek rang ke
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.