Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nazm

MORE BYZeeshan Sahil

    mohabbat sabaq āsāñ thā lekin bhulā baiThā

    maiñ ik shole ke jis se duur rahtā thā

    bahut nazdīk aa baiThā

    badan to ḳhair jalnā thā magar maiñ

    ruuh tak apnī jalā baiThā

    sitāre toḌ kar laanā bahut āsāñ thā

    lekin maiñ un ko bahte paanī meñ girā baiThā

    parinde shaam hone par chaman meñ

    āshiyāñ ke paas aa pahuñche the

    maiñ un ko uḌā baiThā

    darīche se havā aane lagī thī

    ḳhvāb jaag uTThe the

    maiñ raste meñ aa baiThā

    mohabbat ka sabaq aasan tha lekin bhula baiTha

    main ek shole ke jis se dur rahta tha

    bahut nazdik aa baiTha

    badan to KHair jalna tha magar main

    ruh tak apni jala baiTha

    sitare toD kar lana bahut aasan tha

    lekin main un ko bahte pani mein gira baiTha

    parinde sham hone par chaman mein

    aashiyan ke pas aa pahunche the

    main un ko uDa baiTha

    dariche se hawa aane lagi thi

    KHwab jag uTThe the

    main raste mein aa baiTha

    Source :
    • Book : saarii nazmen (Pg. 770)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now