Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

roTi

MORE BYRizwanullah

    aaj gar roTī nahīñ hai ġham na kar

    terī daulat to bhalā mahfūz hai

    āhanī almāriyoñ meñ qufl-band

    paḌh le har aḳhbār meñ us hisāb

    dekh le T v pe bhī

    gar nahīñ roTī na ho T v to hai

    kyā kahā T v nahīñ

    kyā tire bachche kahīñ paḌhte nahīñ

    kis tarah nādāñ qanā.at kar gayā

    aa tujhe batlā.ūñ maiñ roTī raaz

    kirā.e par kahīñ se ek suit

    aur koī car bhī

    kar dinner ehtimām

    aur roTī bhuul

    vo to ḳhud aa.egī har leader ke saath

    aaj gar roTi nahin hai gham na kar

    teri daulat to bhala mahfuz hai

    aahani almariyon mein qufl-band

    paDh le har aKHbar mein us ka hisab

    dekh le T w pe bhi

    gar nahin roTi na ho T w to hai

    kya kaha T w nahin

    kya tere bachche kahin paDhte nahin

    kis tarah nadan qanaat kar gaya

    aa tujhe batlaun main roTi ka raaz

    la kirae par kahin se ek suit

    aur koi car bhi

    kar dinner ka ehtimam

    aur roTi bhul ja

    wo to KHud aaegi har leader ke sath

    Source :
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now