suraj ki aankh nahin roti
lamha lamha mom pighaltā hai
khārā paanī koī nahīñ piitā
kitne jugnū
sard havā ke ik jhoñke se
bujh jaate haiñ
chilman se bāhar jhāñkne vaale aañsū kī
kyā qīmat hai
sūraj kī aañkh nahīñ rotī
dil jaltā hai
lamha lamha mom pighalta hai
khaara pani koi nahin pita
kitne jugnu
sard hawa ke ek jhonke se
bujh jate hain
chilman se bahar jhankne wale aansu ki
kya qimat hai
suraj ki aankh nahin roti
dil jalta hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.