tanbe ki aurat
hathauḌe ke hāthoñ meñ sone kī kangan
jache kyoñ nahīñ
aur tāñbe kī aurat
tapī tamtamā.ī magar muskurā.ī jamī hī rahī
kyoñ pighal na sakī
paañv jalte rahe vo kaḌī dhuup meñ bhī khaḌī hī rahī
us ke aane talak
lauT jaane talak
nahīñ us ko sach-much kisī baat kī bhī
koī sudh nahīñ
tū ne aaj mujhe un āñkhoñ se dekhā jo terī nahīñ thī
aur vo baat kahī jo saarā baaġh nahīñ jaane thā
ek akelā gul jaane thā
cigarette kā
hathauDe ke hathon mein sone ki kangan
jache kyon nahin
aur tanbe ki aurat
tapi tamtamai magar muskurai jami hi rahi
kyon pighal na saki
panw jalte rahe wo kaDi dhup mein bhi khaDi hi rahi
us ke aane talak
lauT jaane talak
nahin us ko sach-much kisi baat ki bhi
koi sudh nahin
tu ne aaj mujhe un aankhon se dekha jo teri nahin thi
aur wo baat kahi jo sara bagh nahin jaane tha
ek akela gul jaane tha
cigarette ka
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.