Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

yaad-e-rafta

Hafeez Aatish

yaad-e-rafta

Hafeez Aatish

MORE BYHafeez Aatish

    jhulsā dene vaalī

    dhuup se bach kar

    chhajje ke nīche kursī par

    pairoñ ko phailā.e

    bezārī se

    ek būḌhā

    aḳhbār liye baiThā hai

    aaj taaza ḳhabroñ ke 'unvāñ se

    kal baasī ḳhabreñ paḌhtā hai

    aur kahtā hai

    apnā vaqt bahut achchhā thā

    jhulsa dene wali

    dhup se bach kar

    chhajje ke niche kursi par

    pairon ko phailae

    bezari se

    ek buDha

    aKHbar liye baiTha hai

    aaj ki taza KHabron ke 'unwan se

    kal ki basi KHabren paDhta hai

    aur kahta hai

    apna waqt bahut achchha tha

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now