Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Aasim Shahnawaz Shibli's Photo'

Aasim Shahnawaz Shibli

1962 | Kolkata, India

Poet and writer, known for his critical work on childrens’ literature

Poet and writer, known for his critical work on childrens’ literature

Dohe of Aasim Shahnawaz Shibli

ghar ghar kar jo sune logoñ fariyād

us ko apne ghar meñ mile na koī daad

ghar ghar ja kar jo sune logon ki fariyaad

us ko apne ghar mein hi mile na koi dad

sahme sahme qāfile patthar-dil haiñ log

ham haiñ un ke biich ab ye to ik sanjog

sahme sahme qafile patthar-dil hain log

hum hain un ke bich ab ye to ek sanjog

yaad aatā hai rah rah ke chhoTā vo gaañv

bargad pīpal vahī pyārī pyārī chhāñv

yaad aata hai rah rah ke chhoTa sa wo ganw

bargad pipal ki wahi pyari pyari chhanw

kaise nikhre shā.erī aur tarz-e-iz.hār

is meñ hotā hai miyāñ ḳhūn-e-dil darkār

kaise nikhre shaeri aur tarz-e-izhaar

is mein hota hai miyan KHun-e-dil darkar

Recitation

Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

Register for free
Speak Now