noImage

Abdul Wahab yakro

An important classical poet and a disciple of Abru

An important classical poet and a disciple of Abru

Abdul Wahab yakro

Ghazal 17

Sher-o-Shayari 12

pyāsā mat jalā saaqī mujhe garmī siiñ hijrāñ

shitābī sharāb-e-ḳhām ham ne dil ko bhūnā hai

pyasa mat jala saqi mujhe garmi sin hijran ki

shitabi la sharab-e-KHam hum ne dil ko bhuna hai

  • Share this

jabhī paan khā kar muskurāyā

tabhī dil khil gayā gul kalī

jabhi tu pan kha kar muskuraya

tabhi dil khil gaya gul ki kali ka

jane dekhā so baurā huā hai

tire til haiñ magar kaalā dhatūrā

jane dekha so hi baura hua hai

tere til hain magar kala dhatura

  • Share this

jo tuuñ murġhā nahīñ hai ai zāhid

kyuuñ sahar gaah de hai uTh ke baañg

jo tun murgha nahin hai ai zahid

kyun sahar gah de hai uTh ke bang

  • Share this

ḳham-e-mehrāb-e-abruvāñ ke biich

kaam āñkhoñ hai imāmat

KHam-e-mehrab-e-abruwan ke bich

kaam aankhon ka hai imamat ka

  • Share this

BOOKS 2

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 2-3-4 December 2022 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate, New Delhi

GET YOUR FREE PASS
Speak Now