aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
dil bhī rakhtā huuñ kuchh tamannā bhī
muntazir huuñ tire ishāroñ kā
dil bhi rakhta hun kuchh tamanna bhi
muntazir hun tere ishaaron ka
ham ek the ki liye lutf ġhuncha o gul se
vo ek the ki maze āshiyāñ jalā ke liye
hum ek the ki liye lutf ghuncha o gul se
wo ek the ki maze aashiyan jala ke liye
qayāmat bapā hai qayāmat bapā
javāñ ho ga.e vo javāñ ho ga.e
qayamat bapa hai qayamat bapa
jawan ho gae wo jawan ho gae
salāmat raho tum burā karne vaalo
burā kar rahe ho bhalā ho rahā hai
salamat raho tum bura karne walo
bura kar rahe ho bhala ho raha hai
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books