Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Afzal Parvez's Photo'

Afzal Parvez

Poet, journalist, and playwright; known for his books on folk theatre and folk songs

Poet, journalist, and playwright; known for his books on folk theatre and folk songs

Dohe of Afzal Parvez

rain baḌī kalmohī kaayā chhāyā ek kare

uushā jai ho har aashā aslī ruup bhare

rain baDi kalmohi kaya chhaya ek kare

usha ki jai ho har aasha asli rup bhare

kiich kiich hai niil kañval tak kaa.e karūñ upaa.e

ik pal khīñch nikārūñ duujā aur bhī dhañstā jaa.e

kich hi kich hai nil kanwal tak kae karun upae

ek pal khinch nikarun duja aur bhi dhansta jae

añdhiyārī rātoñ ke raahī rain hai aisī ghor

sharan ke kāran dastak do to bastī jaane chor

andhiyari raaton ke rahi rain hai aisi ghor

sharan ke karan dastak do to basti jaane chor

Recitation

Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

Register for free
Speak Now