Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Ahmad Tariq's Photo'

Ahmad Tariq

2002 | Lahore, Pakistan

Sher of Ahmad Tariq

merī āñkhoñ raat din ronā

mere ḳhvāboñ āb-yārī hai

meri aankhon ka raat din rona

mere KHwabon ki aab-yari hai

hathelī pe likh le mirā naam

lakīroñ meñ rachnā mirā kaam hai

hatheli pe likh le mera nam tu

lakiron mein rachna mera kaam hai

āsmāñ par garajnā bādaloñ

tere lahje isti.āra hai

aasman par garajna baadalon ka

tere lahje ka istiara hai

terī āñkhoñ terī zulfoñ gila kaise utārūñ

tere hoñToñ par safar kartā qalam thaktā nahīñ hai

teri aankhon teri zulfon ka gila kaise utarun

tere honTon par safar karta qalam thakta nahin hai

batā ḳhud ko bhalā kaise sañvārūñ

mujhe ġham ā.inoñ meñ dikh rahā hai

bata KHud ko bhala kaise sanwarun

mujhe gham aainon mein dikh raha hai

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now