Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Ain Tabish's Photo'

Ain Tabish

1958 | Gaya, India

Well-known contemporary poet

Well-known contemporary poet

Ain Tabish

Ghazal 18

Nazm 11

Sher-o-Shayari 14

hai ek lamha jo kahīñ vasl kahīñ hijr

taklīf kisī ke liye ārām kisī

hai ek hi lamha jo kahin wasl kahin hijr

taklif kisi ke liye aaram kisi ka

jahāñ na apne azīzoñ diid hotī hai

zamīn-e-hijr pe bhī koī iid hotī hai

jahan na apne azizon ki did hoti hai

zamin-e-hijr pe bhi koi id hoti hai

  • Share this

lagā rakkhā hai yuuñ ta.abīr ke auhām se

zindagī kyā hai miyāñ bas ek ghar ḳhvāboñ hai

ji laga rakkha hai yun tabir ke auham se

zindagi kya hai miyan bas ek ghar KHwabon ka hai

be-hunar dekh na sakte the magar dekhne aa.e

dekh sakte the magar ahl-e-hunar dekh na paa.e

be-hunar dekh na sakte the magar dekhne aae

dekh sakte the magar ahl-e-hunar dekh na pae

ek bastī thī huī vaqt ke andoh meñ gum

chāhne vaale bahut apne purāne the udhar

ek basti thi hui waqt ke andoh mein gum

chahne wale bahut apne purane the udhar

Khaka 1

 

BOOKS 10

 

Videos 13

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
Kahaniya tamam shab tamam shab kahaniya

Eminent poet, writer Ain Tabish who is a professor by profession is at Rekhta studio. Ain Tabish is different from other poets of his generation. He started writing when modern poetry was at its peak yet he is more inclined to traditional and classical poetry which exhibit from his works. Ain Tabish

aansuo ke ratjago se

saare manzar ek jaise Ain Tabish

awaara bhatakta raha paigham kisi ka

Ain Tabish

badalne ka koi mausam nahi hota

chale the log jab ghar se Ain Tabish

ghani siyah zulf badliyon si bila sabab mujh me jagti hai

Ain Tabish

gubaar e jahan me chupe ba kamaalo ki saf dekhta hu

Ain Tabish

hayaat e sokhkta saama ik isti aara e shaam

Ain Tabish

ik shahr tha ik baagh tha

ik shahr thaa ik baaG thaa Ain Tabish

khaaksari thi ke bin dekhe hi hum khaak huye

Ain Tabish

meri tanhai ke aijaaz me shaamil hai wahi

Ain Tabish

wahi junoon ki sokhta jaani wahi fusu afsano ka

Ain Tabish

yaha ke rang badhe dil pazeer hote hain

Ain Tabish

Audios 11

aavaara bhaTaktaa rahaa paiGaam kisii kaa

ghanii siyah zulf badliyo.n sii bilaa sabab mujh me.n jaagtii hai

Gubaar-e-jahaa.n me.n chhupe baa-kamaalo.n kii saf dekhtaa huu.n

Recitation

More Poets From "Gaya"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now