Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Anjum Farooq

1984 | Lahore, Pakistan

Anjum Farooq

Ghazal 14

Sher-o-Shayari 23

bas itnā hai ḳhulāsa mirī kahānī

ki ibtidā tirī āñkheñ haiñ intihā mirā 'ishq

bas itna sa hai KHulasa meri kahani ka

ki ibtida teri aankhen hain intiha mera 'ishq

  • Share this

hākim-e-shahr ḳhvāhish ki hukūmat jaa.e

varna hālāt to aise haiñ ki hijrat jaa.e

hakim-e-shahr ki KHwahish ki hukumat ki jae

warna haalat to aise hain ki hijrat ki jae

  • Share this

is liye kashkol meñ paḌtī hai bhiik

ham ne hai lāThī se laTkāyā huā

is liye kashkol mein paDti hai bhik

hum ne hai laThi se laTkaya hua

  • Share this

kahīñ bhī baat ho merā havāla aa jaatā hai

mohabbat ne bachāyā hai mujhe gumnām hone se

kahin bhi baat ho mera hawala aa hi jata hai

mohabbat ne bachaya hai mujhe gumnam hone se

  • Share this

maiñ chāhtā huuñ ki tujh dikhā.ī duuñ maiñ bhī

jamāl-e-yār kabhī mere ḳhadd-o-ḳhāl meñ aa

main chahta hun ki tujh sa dikhai dun main bhi

jamal-e-yar kabhi mere KHadd-o-KHal mein aa

  • Share this

More Poets From "Lahore"

Recitation

Speak Now