noImage

Aqeel Shadab

1940

Dohe of Aqeel Shadab

ik kāñTe se dūsrā maiñ ne liyā nikāl

phūloñ is des meñ kaisā paḌā akaal

ek kanTe se dusra main ne liya nikal

phulon ka is des mein kaisa paDa akal

jaise shabd meñ arth hai jaise aañkh meñ niir

aise tujh meñ basā huā vo mahfil miir

jaise shabd mein arth hai jaise aankh mein nir

aise tujh mein basa hua wo mahfil ka mir

chādar mailī ho ga.ī ab kaise lauTā.ūñ

apne piyā ke sāmne jaate hue sharmā.ūñ

chadar maili ho gai ab kaise lauTaun

apne piya ke samne jate hue sharmaun

Recitation

aah ko chahiye ek umr asar hote tak SHAMSUR RAHMAN FARUQI

Jashn-e-Rekhta | 2-3-4 December 2022 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate, New Delhi

GET YOUR FREE PASS
Speak Now