Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Arif Jalali's Photo'

Arif Jalali

1928 - 2009

Arif Jalali

Sher-o-Shayari 2

ḳhud apnī mastī hai jis ne machā.ī hai halchal

nasha sharāb meñ hotā to nāchtī botal

KHud apni masti hai jis ne machai hai halchal

nasha sharab mein hota to nachti botal

  • Share this

vahāñ ḳhaak ahd-e-vafā nibhe vahāñ ḳhaak dil kañval khile

jahāñ zindagī zarūratoñ bhī hasratoñ meñ shumār hai

wahan KHak ahd-e-wafa nibhe wahan KHak dil ka kanwal khile

jahan zindagi ki zaruraton ka bhi hasraton mein shumar hai

  • Share this
 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now