Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Ashraf Javed's Photo'

Ashraf Javed

1955

Sher of Ashraf Javed

falak se roz utarte haiñ raushnī ke ḳhutūt

magar na chamke muqaddar ġharīb-ḳhānoñ ke

falak se roz utarte hain raushni ke KHutut

magar na chamke muqaddar gharib-KHanon ke

ab to chalnā hai kisī aur raftār ke saath

jism bistar pe girā.ūñgā chalā jā.ūñgā

ab to chalna hai kisi aur hi raftar ke sath

jism bistar pe giraunga chala jaunga

basīt-e-dasht hurmat ko bām-o-dar de de

mire ḳhudāyā mujhe bhī to ek ghar de de

basit-e-dasht ki hurmat ko baam-o-dar de de

mere KHudaya mujhe bhi to ek ghar de de

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now