Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Asifud Daula's Photo'

Asifud Daula

1748 - 1797 | Lucknow, India

Nawab of Awadh

Nawab of Awadh

Asifud Daula

Ghazal 27

Sher-o-Shayari 8

fā.eda kyā hai nasīhat se phire ho nāseh

ham samajhne ke nahīñ laakh samjhā.e hameñ

faeda kya hai nasihat se phire ho naseh

hum samajhne ke nahin lakh tu samjhae hamein

is adā se mujhe salām kiyā

ek aan meñ ġhulām kiyā

is ada se mujhe salam kiya

ek hi aan mein ghulam kiya

kahtā hai bahut kuchh vo mujhe chupke chupke

zāhir meñ ye kahtā hai ki maiñ kuchh nahīñ kahtā

kahta hai bahut kuchh wo mujhe chupke hi chupke

zahir mein ye kahta hai ki main kuchh nahin kahta

milte nazar dil ko milāyā nahīñ jaatā

āġhāz ko anjām banāyā nahīñ jaatā

milte hi nazar dil ko milaya nahin jata

aaghaz ko anjam banaya nahin jata

  • Share this

ye na aane ke bahāne haiñ sabhī varna miyāñ

itnā to ghar se mire kuchh nahīñ ghar duur tirā

ye na aane ke bahane hain sabhi warna miyan

itna to ghar se mere kuchh nahin ghar dur tera

BOOKS 3

 

Audios 3

shakl us kii kisii suurat se jo dikhlaa.e hame.n

yaa Dar mujhe teraa hai ki mai.n kuchh nahii.n kahtaa

ye ashk chashmo.n me.n hamdam rahe rahe na rahe

Recitation

 

RELATED Poets

More Poets From "Lucknow"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now