aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Azhar Inayati's Photo'

Azhar Inayati

1946 | Rampur, India

Prominent poet of Rampur School/ Disciple of Mahshar Inayati

Prominent poet of Rampur School/ Disciple of Mahshar Inayati

Azhar Inayati

Ghazal 44

Sher-o-Shayari 46

har ek raat ko mahtāb dekhne ke liye

maiñ jāgtā huuñ tirā ḳhvāb dekhne ke liye

har ek raat ko mahtab dekhne ke liye

main jagta hun tera KHwab dekhne ke liye

ye aur baat ki āñdhī hamāre bas meñ nahīñ

magar charāġh jalānā to iḳhtiyār meñ hai

ye aur baat ki aandhi hamare bas mein nahin

magar charagh jalana to iKHtiyar mein hai

  • Share this

apnī tasvīr banāoge to hogā ehsās

kitnā dushvār hai ḳhud ko koī chehrā denā

apni taswir banaoge to hoga ehsas

kitna dushwar hai KHud ko koi chehra dena

ġhazal sher to hotā hai bas kisī ke liye

magar sitam hai ki sab ko sunānā paḌtā hai

ghazal ka sher to hota hai bas kisi ke liye

magar sitam hai ki sab ko sunana paDta hai

rāsto kyā hue vo log ki āte-jāte

mere ādāb pe kahte the ki jiite rahiye

rasto kya hue wo log ki aate-jate

mere aadab pe kahte the ki jite rahiye

  • Share this

BOOKS 8

 

Image Shayari 3

 

Videos 16

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
Azhar Inayati reciting his Ghazal/Nazm at Mushaira (Shaam-e-Sher) by Rekhta.org-2014

Azhar Inayati

Fikr mein hai hamain bujhane ki

Eminent Urdu poet of ghazal Azhar Inayati from Rampur (U.P) has impressed a mass with his work for a long time. Azhar who is an advocate by profession is known for his melodious recitation (Tarannum) as well. Azhar Inayati

Haqiqaton ka nai rut ki hai irada kya

Eminent Urdu poet of ghazal Azhar Inayati from Rampur (U.P) has impressed a mass with his work for a long time. Azhar who is an advocate by profession is known for his melodious recitation (Tarannum) as well. Azhar Inayati

Jaane aya tha kyun makaan se main

Eminent Urdu poet of ghazal Azhar Inayati from Rampur (U.P) has impressed a mass with his work for a long time. Azhar who is an advocate by profession is known for his melodious recitation (Tarannum) as well. Azhar Inayati

Nazar ki zad mein sar koi nahin hai

Eminent Urdu poet of ghazal Azhar Inayati from Rampur (U.P) has impressed a mass with his work for a long time. Azhar who is an advocate by profession is known for his melodious recitation (Tarannum) as well. Azhar Inayati

Qayamat aayegi to maano haadsa hoga

Azhar Inayati

Tamam shakhsiyat uski haseen nazar aai

Azhar Inayati

Wo mujhse mera tarruf karane aya tha

Azhar Inayati

fikr me.n hai.n hame.n bujhaane kii

Azhar Inayati

ghar to hamara sholo ke narghe me aa gaya

Azhar Inayati

haqiiqato.n kaa na.ii rut kii hai iraada kyaa

Azhar Inayati

Har ek raat ko mahtab dekhne ke liye

Eminent Urdu poet of ghazal Azhar Inayati from Rampur (U.P) has impressed a mass with his work for a long time. Azhar who is an advocate by profession is known for his melodious recitation (Tarannum) as well. Azhar Inayati

is raaste me jab koi saaya na paega

Azhar Inayati

jaane aayaa thaa kyuu.n makaan se mai.n

Azhar Inayati

Kitabain jab koi padhta nahin tha

Eminent Urdu poet of ghazal Azhar Inayati from Rampur (U.P) has impressed a mass with his work for a long time. Azhar who is an advocate by profession is known for his melodious recitation (Tarannum) as well. Azhar Inayati

wo taza dum hai naye shobadee dikhate huye

Azhar Inayati

Audios 11

apne aanchal mein chhupa kar mere aansu le ja

fikr me.n hai.n hame.n bujhaane kii

ghar to hamaaraa sho.alo.n ke narGe me.n aa gayaa

Recitation

RELATED Poets

More Poets From "Rampur"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now