aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1934 - 2002 | London, United Kingdom
A people’s poet with progressive leanings, also served as the president of Progressive Writers Association of UK
kabhī āñkhoñ pe kabhī sar pe biThā.e rakhnā
zindagī talḳh sahī dil se lagā.e rakhnā
kabhi aankhon pe kabhi sar pe biThae rakhna
zindagi talKH sahi dil se lagae rakhna
hamāre ḳhvāb chorī ho ga.e haiñ
hameñ rātoñ ko niiñd aatī nahīñ hai
hamare KHwab chori ho gae hain
hamein raaton ko nind aati nahin hai
koī shai dil ko bahlātī nahīñ hai
pareshānī kī rut jaatī nahīñ hai
koi shai dil ko bahlati nahin hai
pareshani ki rut jati nahin hai
dard-e-hijrat ke satā.e hue logoñ ko kahīñ
sāya-e-dar bhī nazar aa.e to ghar lagtā hai
dard-e-hijrat ke satae hue logon ko kahin
saya-e-dar bhi nazar aae to ghar lagta hai
vahī patthar lagā hai mere sar par
azal se jis ko sajde kar rahā huuñ
wahi patthar laga hai mere sar par
azal se jis ko sajde kar raha hun
Lahu Ka Kharaj
1985
kabhii aa.nkho.n pe kabhii sar pe biThaa.e rakhnaa zindagii talKH sahii dil se lagaa.e rakhnaa
hamaare KHvaab chorii ho ga.e hai.n hame.n raato.n ko nii.nd aatii nahii.n hai
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books