aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
hairat meñ kyuuñ huzūr haiñ ā.īna dekh kar
sach sach batā.iye ki numūdār kyā huā
hairat mein kyun huzur hain aaina dekh kar
sach sach bataiye ki numudar kya hua
shab bhar shab-e-visāl rahā chāñdnī kā lutf
soyā lipaT ke vo mah-e-tābāñ tamām raat
shab bhar shab-e-visal raha chandni ka lutf
soya lipaT ke wo mah-e-taban tamam raat
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books