aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1935 | Bhopal, India
Prominent contemporary Hindustani poet. Recognized for his simplistic yet unique diction
kabhii to shaam Dhale apne ghar ga.e hote
har dha.Dakte patthar ko log dil samajhte hai.n
ujaale apnii yaado.n ke hamaare saath rahne do
tum mohabbat ko khel kahte ho
bahut ajiib hai ye qurbato.n kii duurii bhii
gharo.n pe naam the naamo.n ke saath ohde the
lahja ki jaise sub.h kii KHushbuu azaan de
abhii raah me.n ka.ii mo.D hai.n ko.ii aa.egaa ko.ii jaa.egaa
ajiib shaKHs hai naaraaz ho ke ha.nstaa hai
mai.n jab so jaa.uu.n in aa.nkho.n pe apne ho.nT rakh denaa
saat sanduuqo.n me.n bhar kar dafn kar do nafrate.n
us kii aa.nkho.n ko Gaur se dekho
mai.n tamaam din kaa thakaa hu.aa tuu tamaam shab kaa jagaa hu.aa
na tum hosh me.n ho na ham hosh me.n hai.n
ham to kuchh der ha.ns bhii lete hai.n
patthar mujhe kahtaa hai miraa chaahne vaalaa
KHudaa kii itnii ba.Dii kaa.enaat me.n mai.n ne
na.e daur ke na.e KHvaab hai.n na.e mausamo.n ke gulaab hai.n
u.Dne do parindo.n ko abhii shoKH havaa me.n
guftuguu un se roz hotii hai
musaafir hai.n ham bhii musaafir ho tum bhii
pahlii baar nazro.n ne chaa.nd bolte dekhaa
jii bahut chaahtaa hai sach bole.n
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books