Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Basit Ali Raja's Photo'

Basit Ali Raja

1998 | Muzaffarabad, Pakistan

Basit Ali Raja

Ghazal 7

Nazm 1

 

Sher-o-Shayari 4

aisī vahshat hai mire dost tumhārī tasvīr

aaj dīvār se girte jalā maiñ se

aisi wahshat hai mere dost tumhaari taswir

aaj diwar se girte hi jala di main se

ek shaḳhs gavārā hai zamīñ par mujh ko

vo bhī āvāz lagā.e to palaTtā nahīñ huuñ

ek hi shaKHs gawara hai zamin par mujh ko

wo bhi aawaz lagae to palaTta nahin hun

ḳhāmushī hai har taraf har musalsal ḳhāmushī

ḳhāmushī aisī ki ḳhud ko sun nahīñ paatā huuñ maiñ

KHamushi hai har taraf har ja musalsal KHamushi

KHamushi aisi ki KHud ko sun nahin pata hun main

mujh se milnā hai to us shaḳhs ke hamrāh mileñ

jo mire sāmne to aap tā'zīm kare

mujh se milna hai to us shaKHs ke hamrah milen

jo mere samne to aap ki ta'zim kare

Nasri Nazm 1

 

More Poets From "Muzaffarabad"

 

Recitation

Speak Now