Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Dinesh Shukl

Dohe of Dinesh Shukl

ik chuTkī bhar chāñdnī ik chuTkī bhar shaam

barsoñ se sapne yahī dekhe yahāñ avaam

ek chuTki bhar chandni ek chuTki bhar sham

barson se sapne yahi dekhe yahan awam

din ghaḌī meñ bāñdhtā na.e saal ke phuul

sukh dukh ik chāñdnī muskānoñ dhuul

din ghaDi mein bandhta nae sal ke phul

sukh dukh ki ek chandni muskanon ki dhul

mahloñ bāra-darī ujle ujle kāñch

aañsū bhīgī chhuTTiyāñ dhuup rahī hai bāñch

mahlon ki bara-dari ujle ujle kanch

aansu bhigi chhuTTiyan dhup rahi hai banch

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now