Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Fakhr Abbas's Photo'

Fakhr Abbas

1978 | Sargodha, Pakistan

Fakhr Abbas

Ghazal 12

Nazm 1

 

Sher-o-Shayari 9

ye jo lahore se mohabbat hai

ye kisī aur se mohabbat hai

ye jo lahore se mohabbat hai

ye kisi aur se mohabbat hai

ai mohabbat mujh ko aisā hausla ḳhairāt kar

us ko baazū se pakaḌ kar kah sakūñ ki baat kar

ai mohabbat mujh ko aisa hausla KHairaat kar

us ko bazu se pakaD kar kah sakun ki baat kar

  • Share this

mujhe Thukrā diyā ne faqat shā.ir samajh kar aaj

mirī nazmeñ tire bachche syllabus meñ paḌheñ to phir

mujhe Thukra diya tu ne faqat shair samajh kar aaj

meri nazmen tere bachche syllabus mein paDhen to phir

  • Share this

jab se us aañkh meñ aañsū dekhe haiñ

tab se mujh ko paanī se Dar lagtā hai

jab se us ki aankh mein aansu dekhe hain

tab se mujh ko pani se Dar lagta hai

  • Share this

maiñ shahr meñ tanhā use DhūñD rahā huuñ

jo sab se chhupā.ī thī vahī chiiz gumī hai

main shahr mein tanha hi use DhunD raha hun

jo sab se chhupai thi wahi chiz gumi hai

  • Share this

BOOKS 1

 

Videos 5

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
bilkul tum saa aur tumhaaraa lagtaa huu.n

Fakhr Abbas

ghar se tumhaarii dii hu.ii chiize.n nikaal de.n

Fakhr Abbas

rotii hu.ii aa.nkho.n kaa vo manzar nahii.n dekhaa

Fakhr Abbas

yaad

aaj bhii jab mai.n bike pe baiThuu.n Fakhr Abbas

More Poets From "Sargodha"

Recitation

Join us for Rekhta Gujarati Utsav | 19th Jan 2025 | Bhavnagar

Register for free
Speak Now