Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Farah Khan's Photo'

Farah Khan

1970 | Burewala, Pakistan

Farah Khan

Ghazal 7

Sher-o-Shayari 8

ham bhuul ga.e ahd-o-karam tere sitam bhī

ab tujh se zamāne se gila kuchh bhī nahīñ hai

hum bhul gae ahd-o-karam tere sitam bhi

ab tujh se zamane se gila kuchh bhi nahin hai

  • Share this

nahīñ nasīb meñ manzil to rāste kyoñ haiñ

tavīl-tar ye judā.ī ke silsile kyoñ haiñ

nahin nasib mein manzil to raste kyon hain

tawil-tar ye judai ke silsile kyon hain

  • Share this

is terī mohabbat meñ milā kuchh bhī nahīñ hai

maiñ jaan ga.ī huuñ ki sila kuchh bhī nahīñ hai

is teri mohabbat mein mila kuchh bhi nahin hai

main jaan gai hun ki sila kuchh bhi nahin hai

  • Share this

mil jāoge mujhe vaqt gardish se pare

bas zarā jism dīvār girānī hogī

mil hi jaoge mujhe waqt ki gardish se pare

bas zara jism ki diwar girani hogi

  • Share this

us milnā hai ajab tarah mujh se milnā

dasht-e-imkān meñ ho phūloñ jaise khilnā

us ka milna hai ajab tarah ka mujh se milna

dasht-e-imkan mein ho phulon ka jaise khilna

  • Share this

BOOKS 1

 

Recitation

Speak Now