aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1964
aisā lagtā hai ki bujhne kī ghaḌī aa pahuñchī
lau charāġhoñ kī bahut tez huī jaatī hai
aisa lagta hai ki bujhne ki ghaDi aa pahunchi
lau charaghon ki bahut tez hui jati hai
bādbāñ phaaḌ ke ḳhush hoñ na havā.eñ itnī
ham to hāthoñ ko bhī patvār banā lete haiñ
baadban phaD ke KHush hon na hawaen itni
hum to hathon ko bhi patwar bana lete hain
aisaa lagtaa hai ki bujhne kii gha.Dii aa pahu.nchii lau charaaGo.n kii bahut tez hu.ii jaatii hai
Sign up and enjoy FREE unlimited access to a whole Universe of Urdu Poetry, Language Learning, Sufi Mysticism, Rare Texts
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books