Sher of Ghufran Amjad
koī jugnū koī taarā koī sūraj koī chāñd
aur ajab baat ki mahrūm-e-ujālā sab haiñ
koi jugnu koi tara koi suraj koi chand
aur ajab baat ki mahrum-e-ujala sab hain
kab se banjar thī nazar ḳhvāb to aayā
shukr hai dasht meñ sailāb to aayā
kab se banjar thi nazar KHwab to aaya
shukr hai dasht mein sailab to aaya
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
navāh-e-lafz-o-ma.ānī meñ guuñj hai kis kī
koī batā.e ye 'amjad' ki ham batā.eñge
nawah-e-lafz-o-maani mein gunj hai kis ki
koi batae ye 'amjad' ki hum bataenge
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download