Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Hamida Shaheen's Photo'

Hamida Shaheen

1963 | Lahore, Pakistan

Hamida Shaheen

Ghazal 21

Nazm 27

Sher-o-Shayari 8

balā tamkanat se ab siyāhī boltī hai

hamārī chup se shah kar tabāhī boltī hai

bala ki tamkanat se ab siyahi bolti hai

hamari chup se shah pa kar tabahi bolti hai

  • Share this

kaun badan se aage dekhe aurat ko

sab āñkheñ girvī haiñ is nagrī meñ

kaun badan se aage dekhe aurat ko

sab ki aankhen girwi hain is nagri mein

mere dil shāḳh pe jānāñ

har mausam meñ khiltā hai

mere dil ki shaKH pe jaanan

har mausam mein tu khilta hai

  • Share this

sitāra hai koī gul hai ki dil hai

tirī Thokar meñ patthar muḳhtalif hai

sitara hai koi gul hai ki dil hai

teri Thokar mein patthar muKHtalif hai

tire gītoñ matlab aur hai kuchh

hamārā dhun sarāsar muḳhtalif hai

tere giton ka matlab aur hai kuchh

hamara dhun sarasar muKHtalif hai

BOOKS 3

 

RELATED Poets

More Poets From "Lahore"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now