Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Haneef akhgar's Photo'

Haneef akhgar

1928 - 2009 | USA

Haneef akhgar

Ghazal 23

Sher-o-Shayari 32

iz.hār pe bhārī hai ḳhamoshī takallum

harfoñ zabāñ aur hai āñkhoñ zabāñ aur

izhaar pe bhaari hai KHamoshi ka takallum

harfon ki zaban aur hai aankhon ki zaban aur

  • Share this

jo kushūd-e-kār-e-tilism hai vo faqat hamārā ism hai

vo girah kisī se khulegī kyā jo tirī jabīñ shikan meñ hai

jo kushud-e-kar-e-tilism hai wo faqat hamara hi ism hai

wo girah kisi se khulegi kya jo teri jabin ki shikan mein hai

  • Share this

kisī ke jaur-e-musalsal faiz hai 'aḳhgar'

vagarna dard hamāre suḳhan meñ kitnā thā

kisi ke jaur-e-musalsal ka faiz hai 'aKHgar'

wagarna dard hamare suKHan mein kitna tha

  • Share this

be-shak asīr-e-gesū-e-jānāñ haiñ be-shumār

hai koī ishq meñ bhī giraftār dekhnā

be-shak asir-e-gesu-e-jaanan hain be-shumar

hai koi ishq mein bhi giraftar dekhna

  • Share this

ishq meñ dil ye manzar dekhā

aag meñ jaise samundar dekhā

ishq mein dil ka ye manzar dekha

aag mein jaise samundar dekha

Videos 21

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Haneef akhgar

Haneef akhgar

Haneef akhgar

Haneef akhgar

Haneef akhgar

Haneef akhgar

Haneef akhgar

haniif aKHgar

Hind-o-Pak Dosti Aalmi Mushaira 2007 Houston Haneef akhgar

haniif aKHgar

Sir Syed Day Mushaira 2004 in California - Hanif Akhgar Haneef akhgar

Haneef akhgar

Haneef akhgar

Haneef akhgar

azm-e-safar se pahle bhii aur KHatm-e-safar se aage bhii

Haneef akhgar

dekhnaa ye 'ishq me.n husn-e-paziiraa.ii ke rang

Haneef akhgar

haal-e-dil-e-biimaar samajh me.n chaaragaro.n kii aa.e kam

Haneef akhgar

haniif aKHgar

Aalmi Mushaira 2005 Haneef akhgar

is tarah ahd-e-tamannaa ko guzaare jaa.iye

Haneef akhgar

is tarah ahd-e-tamannaa ko guzaare jaa.iye

Haneef akhgar

KHalvat-e-jaa.n me.n tiraa dard basaanaa chaahe

Haneef akhgar

KHalvat-e-jaa.n me.n tiraa dard basaanaa chaahe

Haneef akhgar

vo dil me.n aur qariib-e-rag-e-guluu bhii mile

Haneef akhgar

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now