aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Ibrahim Ashk's Photo'

Ibrahim Ashk

1951 | Mumbai, India

Film Lyricist, famous for his lyrics in the film 'Kaho na pyar hai'

Film Lyricist, famous for his lyrics in the film 'Kaho na pyar hai'

Dohe of Ibrahim Ashk

pyāsī dhartī dekh ke bādal uḌ uḌ jaa.e

ye duniyā riit hai tarse ko tarsā.e

pyasi dharti dekh ke baadal uD uD jae

ye duniya ki rit hai tarse ko tarsae

man ke andar base ke andar priit

ḳhud meñ itnā Duub mil jā.egā miit

man ke andar pi base pi ke andar prit

KHud mein itna Dub ja mil jaega mit

patthar meñ bhī aag hai chheḌo to jal jaa.e

jo is aag meñ tap gayā vo hiirā kahlā.e

patthar mein bhi aag hai chheDo to jal jae

jo is aag mein tap gaya wo hira kahlae

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now