aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1859 - 1918
ārām kise detī hai ayyām kī gardish
sīdhā koī halchal meñ khaḌā ho nahīñ saktā
aaram kise deti hai ayyam ki gardish
sidha koi halchal mein khaDa ho nahin sakta
vo dil hai mirā ho nahīñ saktā jo shagufta
vo baaġh mirā hai jo harā ho nahīñ saktā
wo dil hai mera ho nahin sakta jo shagufta
wo bagh mera hai jo hara ho nahin sakta
zindagānī kī haqīqat se nahīñ ham vāqif
maut kā naam jo sunte haiñ to mar jaate haiñ
zindagani ki haqiqat se nahin hum waqif
maut ka nam jo sunte hain to mar jate hain
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books