1844 - 1917 | Meerut, India
Most famous Urdu poet writing poetry for children.
kyā ho gayā ise ki tujhe dekhtī nahīñ
jī chāhtā hai aag lagā duuñ nazar ko maiñ
kya ho gaya ise ki tujhe dekhti nahin
ji chahta hai aag laga dun nazar ko main
bad kī sohbat meñ mat baiTho is kā hai anjām burā
bad na bane to bad kahlā.e bad achchhā badnām burā
bad ki sohbat mein mat baiTho is ka hai anjam bura
bad na bane to bad kahlae bad achchha badnam bura
dostī aur kisī ġharaz ke liye
vo tijārat hai dostī hī nahīñ
dosti aur kisi gharaz ke liye
wo tijarat hai dosti hi nahin
kabhī bhuul kar kisī se na karo sulūk aisā
ki jo tum se koī kartā tumheñ nāgavār hotā
kabhi bhul kar kisi se na karo suluk aisa
ki jo tum se koi karta tumhein nagawar hota
hai aaj ruḳh havā kā muāfiq to chal nikal
kal kī kise ḳhabar hai kidhar kī havā chale
hai aaj ruKH hawa ka muafiq to chal nikal
kal ki kise KHabar hai kidhar ki hawa chale
Ajeeb Chidiya
Aslam Ki Billi
Bachon Ke Ismail
1934
Bachon Ke Ismail Merathi
2013
1991
Bachon Ke Shayar Ismail Merathi
Nazme Aur Unki Tashreeh
2016
Ek Bachcha Aur Jugnu
Ek Gadha Sher Bana
1997
Hayat-e-Ismail Ma Kulliyat-e-Ismail Ba-Tasweer
1939
Ismail Meeruthi
Hindustani Adab Ke Memar
2008
kabhii bhuul kar kisii se na karo suluuk aisaa ki jo tum se ko.ii kartaa tumhe.n naagavaar hotaa
chhurii kaa tiir kaa talvaar kaa to ghaa.o bharaa lagaa jo zaKHm zabaa.n kaa rahaa hamesha haraa
hai aaj ruKH havaa kaa mu.aafiq to chal nikal kal kii kise KHabar hai kidhar kii havaa chale
Sign up and enjoy FREE unlimited access to a whole Universe of Urdu Poetry, Language Learning, Sufi Mysticism, Rare Texts
Jashn-e-Rekhta | 2-3-4 December 2022 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online