ki siinā ḳhud se hai in ko chalo ham maan lete haiñ
bahut se ghaw hain dil par tumhaari na-rawai ke
ki sina KHud se hai in ko chalo hum man lete hain
Share this
be-laus vafāoñ ke dhanī tum ho magar haañ
dastak pe na dar kholo to qismat nahīñ rahtī
be-laus wafaon ke dhani tum ho magar han
dastak pe na dar kholo to qismat nahin rahti
Share this
jiyā jā.egā kaise haañ magar jiinā zarūrī hai
tumhārī yaad aur tanhā safar hai maan lete haiñ
jiya jaega kaise han magar jina zaruri hai
tumhaari yaad aur tanha safar hai man lete hain
Share this
Recitation
join rekhta family!
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.