Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Kaifi Chirayyakoti

1890 - 1956 | Azamgarh, India

Sher of Kaifi Chirayyakoti

ab tum bhī zarā husn-e-jahāñ-soz ko roko

ham to dil-e-betāb ko samjhā.e hue haiñ

ab tum bhi zara husn-e-jahan-soz ko roko

hum to dil-e-betab ko samjhae hue hain

idhar to tuul diyā hai umiid ko us ne

udhar hayāt atā hai muḳhtasar mujh ko

idhar to tul diya hai umid ko us ne

udhar hayat ata ki hai muKHtasar mujh ko

Recitation

Speak Now