Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Kaleem Usmani's Photo'

Kaleem Usmani

1928 - 2000 | Lahore, Pakistan

Sher of Kaleem Usmani

hai zeb-e-gulū kab se mire daar phandā

mujrim huuñ agar maiñ to sazā kyuuñ nahīñ dete

hai zeb-e-gulu kab se mere dar ka phanda

mujrim hun agar main to saza kyun nahin dete

jab kisī ne qad o gesū fasāna chheḌā

baat baḌh ke rasan-o-dār tak aa pahuñchī hai

jab kisi ne qad o gesu ka fasana chheDa

baat baDh ke rasan-o-dar tak aa pahunchi hai

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now