Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Kausar Siwani

1933

Kausar Siwani

Ghazal 10

Sher-o-Shayari 8

maiñ to qābil na thā un ke dīdār ke

un chaukhaT pe merī ḳhatā le ga.ī

main to qabil na tha un ke didar ke

un ki chaukhaT pe meri KHata le gai

  • Share this

zindagī kuchh to bharam rakh le vafādārī

tujh ko mar mar ke shab-o-roz sañvārā hai bahut

zindagi kuchh to bharam rakh le wafadari ka

tujh ko mar mar ke shab-o-roz sanwara hai bahut

  • Share this

hameñ jo fikr dāvat na de sake 'kausar'

vo sher sher to hai rūh-e-shā.erī to nahīñ

hamein jo fikr ki dawat na de sake 'kausar'

wo sher sher to hai ruh-e-shaeri to nahin

  • Share this

jo toḌ doge mujhe tum bhī TuuT jāoge

ki irtibāt-e-salāsil ik kaḌī huuñ maiñ

jo toD doge mujhe tum bhi TuT jaoge

ki irtibaat-e-salasil ki ek kaDi hun main

  • Share this

kyā dil pyaas thī ki bujhā.ī na sakī

bādal nichoḌ ke na samundar tarāsh ke

kya dil ki pyas thi ki bujhai na ja saki

baadal nichoD ke na samundar tarash ke

  • Share this

BOOKS 2

 

Recitation

Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

Register for free
Speak Now