Sher of Khadim Razmi
umreñ guzar ga.ī haiñ asar kī talāsh meñ
kis nā-murād lab kī duā ho ga.e haiñ ham
umren guzar gai hain asar ki talash mein
kis na-murad lab ki dua ho gae hain hum
kuchh is liye bhī vo sailāb bhej detā hai
ki bastiyoñ meñ raho aur khañDar bhī saath rakho
kuchh is liye bhi wo sailab bhej deta hai
ki bastiyon mein raho aur khanDar bhi sath rakho
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
ham ko jaanā thā kis taraf 'razmī'!
aur kis samt haiñ ravāñ ham log
hum ko jaana tha kis taraf 'razmi'!
aur kis samt hain rawan hum log
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download