1927 - 2012 | London, United Kingdom
A great scholar of poetry and prose in Urdu and Persian. Retired university lecturer
bahut haiñ sajda-gāheñ par dar-e-jānāñ nahīñ miltā
hazāroñ devtā haiñ har taraf insāñ nahīñ miltā
bahut hain sajda-gahen par dar-e-jaanan nahin milta
hazaron dewta hain har taraf insan nahin milta
na aa.e tum na aao tum ki ab aane se kyā hāsil
ḳhud ab to ham se apnī shakl pahchānī nahīñ jaatī
na aae tum na aao tum ki ab aane se kya hasil
KHud ab to hum se apni shakl pahchani nahin jati
ghuTan to dil kī rahī qasr-e-marmarīñ meñ bhī
na raushnī se huā kuchh na kuchh havā se huā
ghuTan to dil ki rahi qasr-e-marmarin mein bhi
na raushni se hua kuchh na kuchh hawa se hua
mirī jaañ terī ḳhātir jaañ kā saudā
bahut mahñgā bhī hai dushvār bhī hai
meri jaan teri KHatir jaan ka sauda
bahut mahnga bhi hai dushwar bhi hai
tumhāre naam pe dil ab bhī ruk sā jaatā hai
ye baat vo hai ki is se mafar nahīñ hotā
tumhaare nam pe dil ab bhi ruk sa jata hai
ye baat wo hai ki is se mafar nahin hota
Ahkam-i-Alamgiri
1993
Alfaz Ka Tilism
2022
Gulistan-e-Sadi
1982
Hajj-e-Akbar
Intekhab-e-Kalam-e-Akbar Allahabadi
2002
Janab Maulana Hamid Hasan Qadiri and The Art of The Chronogram
1989
Khulas-e-Tareekh
Khutoot-e-Maulana Qaderi
1999
Lafziyaat
Hazar Alfaz Ke Maani
2005
Nai Awaz
Rooh-e-Tasawwuf
2017
Sign up and enjoy FREE unlimited access to a whole Universe of Urdu Poetry, Language Learning, Sufi Mysticism, Rare Texts
Jashn-e-Rekhta | 2-3-4 December 2022 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online